Ending Journey
My essence is leaving me
Going away towards my love
Wants to congregate
me
Whilst you are not at this juncture
As you assured
Subsequently, why should I be?
Acquaintances are lamenting
In a trepidation to lose me
However I am departing towards my ultimate destiny
My hands are screaming
O Mother please helps me
Seize my hands in yours tightly
So as to I can seal my eyes
Don’t shed your tears for me, I know you loved me
Want to see your smiling countenance, Let me sleep easily
We will be alive together everlastingly
If that was the pledge
After that how could I demonstrate unloyalty
This world has a rivalry Relation with our love
As rose and thorn have
But that hurdles are dissolving my spirituality
Since I am coming to heaven
It is the time of revitalization
Wherever we are emerging finally
I don't necessitate prosperity and luxuries of this vindictive
world
Just throw a rose on my grave. That will bring peace at the
end
I want to die calmly
Some dreams are rare
Often I thought
While lying on my bed
Where every 1 would b happy in their essence
Worries disappear like water bubbles
I want 2 c such a dream
Where relations remain forever
UN loyalty dissolves into loyalty
I want to see such a dream
Where friends make fun
Enemy disgust into dust
I wana c such a dream
Where lovers dance on love beats
And Haters gets
sweet
I wanna c such a dream
Where mom is the world of a child
Where siblings r our lives
I wana c such a dream
********
Kahin zabt na kr le ye roh meri
Uf ye muhabbat haye ye
muhabbat
Ahsas e jurm he, ya fraq he
Kis tashnagi se tu mujse hamklam he
*******
Ishq kn? Muhabbat kia?
Ye wo nae janta,
Reh nae skta tmhare bina
Dil bs ye janta
*******
Faqat dil ki tassali kijiye
Aji zra ishq kijiye
Din ko soye raton ko jaagiye
Majnun bnne ki koshish kijiye
Chand sitaron ce usko tashbi dijiye
Aji thora jhoot bolne ki himat kijiye
Uske libas ki, uski ankhon ki tareef
kijiye
Aji thori sargzisht kije
Zindagi beet jaye na yun hi
Aji zyada nae to, hasbe zarurat hi dil lgi
kijiye aji ishq kijiye
dil pe thori anayat kijiye
Aji ishq kijiye
*******
Uske hathon ki lakeeron mein meri tasweer basi he
Wo aksar koshish krti he lekin mita nae paati
********
Achanak ce ana uska, aur yun chale jana uska,
Gardshe zamin pe asar to prta hoga
********
Jb wo bolti he, fiza tham c jati he
Mein usce daikhte we uc mein khoya rehta hun
*******
Jo lmhe saath guzare te wo usko yaad nahin
Kia usko koi b baat yaad nahin
*******
-Jab titli ghar se nikalti he
Hazaron meel wo urti he
-Isanon se, janwron se wo birti he
Phir b nae wo thakti he
-Jan ko uski khatra he
Ye wo janti he
-phir b hosla wo rakhti he
Ghar se akhir nikalti he
-Aaseb zada ye nagri he
Jahan kisi ki nae chalti he
-phir b wo sajti he, sanwarti he
Phulon ce wo lrti he
Ae ibn e adam tu kiyun tutta he
Kiyun tu apnon ce ruthta he
Ab to jeena tu seekh le
Hosla apna tu seench le
*******
Maangi
khushiyan mile gam muje,
Kn
aya kn gya kuch khabar nae mere girdo nawa mein
Tm
hote to hotin khushiyan b ae hamsafar,
Shamil
nae koi aur meri zaat zarae benishan mein
Koi
lela koi majnu koi heer to koi ranja,
Hazaron
parvane jale hen is ishq k bzar mein
Cheen
le zindagi ya de mujko vasle yr,
Mein
reh nahin skta bin tere tamashaiyon ke anbar mein
Cheer
de mujko ya zandan kr,
Kuch
to zariya bane ane ka tere darbar mein
Vo
muhabbat khatam, vo vaade sb toot gaye, lgi darya mein aag
Jb
vo khat jo tuje likhe the mene dekhe raqeeb k hath mein
Apne
hathon ce pine ki aadat na daal mujko ae saqi,
Tu
b jo bewafa nikla to seh nae paon ga, mar jaon ga mein
Hate
Through hate
heaven will be hell
peace is noise
clean will be filthy
bright is dull
divine will be demon
Peers are enemy
A man is beast
Calm is sonami
Earth will be earth quake
Young boy will be terrorist
Water will become fire
*******
Love
Love melts ice into water
With love sugar is sweat
Love convert desert into wine
With love human is momin
Love Bound time still
With love music is mystical
Love changes wind into storm
With love Rumi is a poet
Love creates moon in the dark night
With love lyrics are rhythmic
Love makes Umair spiritual
With love flowers have fragrance
Aksar tlash-e-neend k baad hi ata he yaad
K neend ate ate hi aati he
Mt dhoondo ise, weeranon mein, khwabon mein
Zara thehro, jaldi mein ho kiyon?, chandni sar-e-sham hi ati
he
Muflasi,aajzi to he khasiyat
K ye muhabbat mein km hi ati he
Reza reza guzarta waqt, tanha tanha katti raten
K unhe aksar humari yaad qehat mein hi aati he
Surkh huwi hen ankhen, be khuwabi ce
K ab muje neend nae ati he
Arsa-e-edraz se baras rhi he falak ce barish
Lekin pani ki aik boond b honton tk nae ati he
Baaqi sb to theek he Umair,
Pr ye neend kiyon nae ati he?
*******
Yeh wasl be ajeeb azab he
Na subha mein shab ka koi shumar he
Na arbi ko ujmi , na gore ko kale ka koi khyal ,
Musalman tera kiyon zwal he?
Kuch dair to ruko, do lafz to kaho
Jnab ka kesa mizaaj he
daikh lene de mujko jee barke aj
kal pe kisko ikhtiyar he
kash meeh ban jaye
tere rukne ki wajeh,
muje barish ka intzar
he,
Mat pila saki mujko
K teri bottle pe uske honton k nishan he
Ban harjae, de fraak, mile jis se muje rahat,
Us waqt ka muje ab intzaar he
Mat tarpa mujko yad ban k umair
Khawab daikhna b is sansar mein naguzar he
Wo muje sheeshe ki tarhan samajta he
Muje daikhta he,
Singhar krta he,
Sajta he.
Sanwarta he,
Aur muje chor jata he,
Phir mein tanha rehta hun,
Use yaad krta rehta hun,
Uski raah takta rehta hun,
par jb koi aur muje daikhta he,
to dard use(usi ko)
hota he,
Muje us ce cheen leta he,
Mujme apna aks daikhta rehta he,
Phir muje kahin chor
jata he,
Mein us lums k sahare jeeta hun,
Jb usne mujko chuwa tha
Mein kirchi kirchi ho jata hun,
jb wo kis k liye sanwarta he,
aur muje chor jata he.
Par jb dil uska koi torta he,
To wo mere pas hi ata he,
Apna dard muje sunata he,
Uske ansoo mein pee jata hun,
Jb dil uska halka ho jata he,
Muje phir se chor jata he,,,
*******
Chand ce tm jhalakti ho, chandni ci lagti ho,
Jb tm pas mere hoti ho to sadiyan b km lgti he,
Lekin chand tanha hota he,
Mein tm mein hi khoya rehta hun,
Sapnon mein soya rehta hun,
Khud ce anjana hota hun,
Dunia se begana rehta hun,
Tere liye hi jita hun,
Tere liye hi marta hun,
Par jb tm door hoti ho to chand ko daikhta rehta hun,
Kiyonk tm chand ci jhalakti ho, chandni ci lgti ho,
*******
If u cannot avoid some movie or some game for your passion, then u r not
passionate enough
*******
Be strong, be passionate, be divine & everything will b yours
*******
The pure native love is mothers love
*******
Being a human your rank is high, so don;t explode your self in materialization
*******
Muhabat mein agar ana nahin hoti
To ye kia kbi fana nahin hoti
*******
Ye tanhai jan leva he
Is mein tm roshni bn k ate kiyon nae
Meri jan mein jan a jae gi
Muje tm apna bnate kiyon nae
Ye weeraniat khae jar hi he muje
Is na samaj ko tm samjate kiyon nae
Ye dil b pagal he jo dharakta he kisi aur k liye
Isko sath apne tm le jate kiyon nae
Jb chuoa tha usne to mein munjmid huwa tha
dubaran chune tm ate
kiyon nae
Ankhon ce jb ankhen char huwi thin to halte rakiban dekhne
lyk thi
phir nenon ce tum nain milate kiyon nae
Jb humne tmhe chaha tha to chand b sharmaya tha
Phir tm muje chahte kiyon nahin
Jb honton ce usne chuwa tha to samunder mein tufan aya tha
Dubaran wo tufan mchate kiyon nae
*******
Shaheed kbi marte nahin
Tarange mein lipte apne lakhte jigar ko daikh k maah ye boli,
Huwi takmeel us farz ki jiske liye tha tuje peda kia
Daikho logon ye mera hi laal he jisne khae apni saltnat k
liyeseene pe goli,
Ae watan teri hifazat karun gi
Aik kia hazaron bĂȘte tujpe qurban karun gi
Kehta tha maah hon ga shaheed ya lotun ga bn k gazi
Fakhar he muje apne lakhte jigar pe jise aj behshat ne thama he apni bahon mein
Sakoon he adegiye farz ka uske chehra pe
Leta he leta he jo sakoon se qabr ki mati mein
Garam laho ne behna hi to tha
Lalkare jb dushman to jwab to dena hi tha
Kehta jo tha wo to krna hi tha
Apne ap ko is paak sarzmeen pe qurban to krna hi tha
Mat lijao mere bae
ko, k zinda ko dafnaya nahin jata
Sabr jisne kia wa tha ye kehte huwe wo behan ro di(pri)
No comments:
Post a Comment