Monday, June 17, 2013

Urdu Poetry



Ending Journey



My essence is leaving me
Going away towards my love
 Wants to congregate me

Whilst you are not at this juncture
As you assured
Subsequently, why should I be?

 Acquaintances are lamenting
In a trepidation to lose me
However I am departing towards my ultimate destiny

My hands are screaming
O Mother please helps me
Seize my hands in yours tightly


So as to I can seal my eyes
Don’t shed your tears for me, I know you loved me
Want to see your smiling countenance, Let me sleep easily



We will be alive together everlastingly
If that was the pledge
After that how could I demonstrate unloyalty

This world has a rivalry Relation with our love
As rose and thorn have
But that hurdles are dissolving my spirituality

Since I am coming to heaven
It is the time of revitalization
Wherever we are emerging finally

I don't necessitate prosperity and luxuries of this vindictive world
Just throw a rose on my grave. That will bring peace at the end
I want to die calmly







********

Some dreams are rare
Often I thought
While lying on my bed

Where every 1 would b happy in their essence
Worries disappear like water bubbles
I want 2 c such a dream

Where relations remain forever
UN loyalty dissolves into loyalty
I want to see such a dream

Where friends make fun
Enemy disgust into dust
I wana c such a dream

Where lovers dance on love beats
 And Haters gets sweet
I wanna c such a dream

Where mom is the world of a child
Where siblings r our lives
I wana c such a dream
********


Kahin zabt na kr le ye roh meri
Uf ye muhabbat haye ye muhabbat



Ahsas e jurm he, ya fraq he
Kis tashnagi se tu mujse hamklam he

*******


Ishq kn? Muhabbat kia?
Ye wo nae janta,
Reh nae skta tmhare bina
Dil bs ye janta

*******


Faqat dil ki tassali kijiye
Aji zra ishq kijiye
Din ko soye raton ko jaagiye
Majnun bnne ki koshish kijiye
Chand sitaron ce usko tashbi dijiye
Aji thora jhoot bolne ki himat kijiye
Uske libas ki, uski ankhon ki  tareef kijiye
Aji thori sargzisht kije
Zindagi beet jaye na yun hi
Aji zyada nae to, hasbe zarurat hi dil lgi kijiye aji ishq kijiye
dil pe thori anayat kijiye
Aji ishq kijiye

*******


Uske hathon ki lakeeron mein meri tasweer basi he
Wo aksar koshish krti he lekin mita nae paati

********


Achanak ce ana uska, aur yun chale jana uska,
Gardshe zamin pe asar to prta hoga 

********


Jb wo bolti he, fiza tham c jati he
Mein usce daikhte we uc mein khoya rehta hun

*******

Jo lmhe saath guzare te wo usko yaad nahin
Kia usko koi b baat yaad nahin


*******


-Jab titli ghar se nikalti he
Hazaron meel wo urti he
-Isanon se, janwron se wo birti he
Phir b nae wo thakti he

-Jan ko uski khatra he
Ye wo janti he
-phir b hosla wo rakhti he
Ghar se akhir nikalti he

-Aaseb zada ye nagri he
Jahan kisi ki nae chalti he
-phir b wo sajti he, sanwarti he
Phulon ce wo lrti he

Ae ibn e adam tu kiyun tutta he
Kiyun tu apnon ce ruthta he
Ab to jeena tu seekh le
Hosla apna tu seench le


*******


Maangi khushiyan mile gam muje,
Kn aya kn gya kuch khabar nae mere girdo nawa mein
Tm hote to hotin khushiyan b ae hamsafar,
Shamil nae koi aur meri zaat zarae benishan mein
Koi lela koi majnu koi heer to koi ranja,
Hazaron parvane jale hen is ishq k bzar mein
Cheen le zindagi ya de mujko vasle yr,
Mein reh nahin skta bin tere tamashaiyon ke anbar mein
Cheer de mujko ya zandan kr,
Kuch to zariya bane ane ka tere darbar mein
Vo muhabbat khatam, vo vaade sb toot gaye, lgi darya mein aag
Jb vo khat jo tuje likhe the mene dekhe raqeeb k hath mein
Apne hathon ce pine ki aadat na daal mujko ae saqi,
Tu b jo bewafa nikla to seh nae paon ga, mar jaon ga mein



*******

Hate


Through hate
 heaven will be hell
 peace is noise
clean will be filthy
bright is dull
divine will be demon
Peers are enemy
A man is beast
Calm is sonami
Earth will be earth quake
Young boy will be terrorist
Water will become fire


*******


Love

Love melts ice into water
With love sugar is sweat
Love convert desert into wine
With love human is momin
Love Bound time still
With love music is mystical
Love changes wind into storm
With love Rumi is a poet
Love creates moon in the dark night
With love lyrics are rhythmic
Love makes Umair spiritual
With love flowers have fragrance

 *******

Aksar tlash-e-neend k baad hi ata he yaad
K neend ate ate hi aati he

Mt dhoondo ise, weeranon mein, khwabon mein
Zara thehro, jaldi mein ho kiyon?, chandni sar-e-sham hi ati he

Muflasi,aajzi to he khasiyat
K ye muhabbat mein km hi ati he

Reza reza guzarta waqt, tanha tanha katti raten
K unhe aksar humari yaad qehat mein hi aati he

Surkh huwi hen ankhen, be khuwabi ce
K ab muje neend nae ati he

Arsa-e-edraz se baras rhi he falak ce barish
Lekin pani ki aik boond b honton tk nae ati he


Baaqi sb to theek he Umair,
Pr ye neend kiyon nae ati he?

*******

Yeh wasl be ajeeb azab he
Na subha mein shab ka koi shumar he
Na arbi ko ujmi , na gore ko kale ka koi khyal ,
Musalman tera kiyon zwal he?
Kuch dair to ruko, do lafz to kaho
Jnab ka kesa mizaaj he
daikh lene de mujko jee barke aj
kal pe kisko ikhtiyar he
 kash meeh ban jaye tere rukne ki wajeh,
 muje barish ka intzar he,
Mat pila saki mujko
K teri bottle pe uske honton k nishan he
Ban harjae, de fraak, mile jis se muje rahat,
Us waqt ka muje ab intzaar he
Mat tarpa mujko yad ban k umair
Khawab daikhna b is sansar mein naguzar he

*******

Wo muje sheeshe ki tarhan samajta he

Muje daikhta he,
Singhar krta he,
Sajta he.
Sanwarta he,

Aur muje chor jata he,

Phir mein tanha rehta hun,
Use yaad krta rehta hun,
Uski raah takta rehta hun,

par jb koi aur muje daikhta he,

 to dard use(usi ko) hota he,
Muje us ce cheen leta he,
Mujme apna aks daikhta rehta he,
Phir  muje kahin chor jata he,

Mein us lums k sahare jeeta hun,
Jb usne mujko chuwa tha
Mein kirchi kirchi ho jata hun,
jb wo kis k liye sanwarta he,
aur muje chor jata he.

Par jb dil uska koi torta he,

To wo mere pas hi ata he,
Apna dard muje sunata he,
Uske ansoo mein pee jata hun,
Jb dil uska halka ho jata he,
Muje phir se chor jata he,,,

*******
Chand ce tm jhalakti ho, chandni ci lagti ho,
Jb tm pas mere hoti ho to sadiyan b km lgti he,
Lekin chand tanha hota he,
Mein tm mein hi khoya rehta hun,
Sapnon mein soya rehta hun,
Khud ce anjana hota hun,
Dunia se begana rehta hun,
Tere liye hi jita hun,
Tere liye hi marta hun,
Par jb tm door hoti ho to chand ko daikhta rehta hun,
Kiyonk tm chand ci jhalakti ho, chandni ci lgti ho,

*******

If u cannot avoid some movie or some game for your passion, then u r not passionate enough

*******


Be strong, be passionate, be divine & everything will b yours

*******

The pure native love is mothers love


*******

Being a human your rank is high, so don;t explode your self in materialization

*******


Muhabat mein agar ana nahin hoti
To ye kia kbi fana nahin hoti

*******


Ye tanhai jan leva he
Is mein tm roshni bn k ate kiyon nae
Meri  jan mein  jan a jae gi
Muje tm apna bnate kiyon nae
Ye weeraniat khae jar hi he muje
Is na samaj ko tm samjate kiyon nae
Ye dil b pagal he jo dharakta he kisi aur k liye
Isko sath apne tm le jate kiyon nae
Jb chuoa tha usne to mein munjmid huwa tha
 dubaran chune tm ate kiyon nae
Ankhon ce jb ankhen char huwi thin to halte rakiban dekhne lyk thi
phir nenon ce tum nain milate kiyon nae

Jb humne tmhe chaha tha to chand b sharmaya tha
Phir tm muje chahte kiyon nahin

Jb honton ce usne chuwa tha to samunder mein tufan aya tha
Dubaran wo tufan mchate kiyon nae

*******


Shaheed kbi marte nahin
Tarange mein lipte apne lakhte jigar ko daikh k maah ye boli,
Huwi takmeel us farz ki jiske liye tha tuje peda kia
Daikho logon ye mera hi laal he jisne khae apni saltnat k liyeseene pe goli,

Ae watan teri hifazat karun gi
Aik kia hazaron bĂȘte tujpe qurban karun gi

Kehta tha maah hon ga shaheed ya lotun ga bn k gazi
Fakhar he muje apne lakhte jigar pe jise aj behshat  ne thama he apni bahon mein
Sakoon he adegiye farz ka uske chehra pe
Leta he leta he jo sakoon se qabr ki mati mein

Garam laho ne behna hi to tha
Lalkare jb dushman to jwab to dena hi tha
Kehta jo tha wo to krna hi tha
Apne ap ko is paak sarzmeen pe qurban to krna hi tha

Mat lijao mere bae  ko, k zinda ko dafnaya nahin jata
Sabr jisne kia wa tha ye kehte huwe wo behan ro di(pri)


*******

This Flash Player was created @ FlashWidgetz.com.

Sunday, June 2, 2013

Glimpse from Women Deliver 2013


Kuala Lampur Convention Center

With African Friend

Youth Zone at WD2013 

Met Youvraj Singh at KLCC

EXhibition Hall KLCC

Witha Friend from Maternal Health Task Force

With Waqas Ahmad

at KLCC, group photo with Wiqas, Shahzad, Mrs Ibrahim Rehman Owner Geo Group and a journalist from express tribune

Message by Youth

Photo with Noble Prize Winner

Had a chat with Founder Women Deliver
Youth Corner

Foot Prints

KLCC Auditorium

Malinda Gates

With YPEER Group from around the world

Meeting with YPEER group